Naa jaane kyon iss dil mein chubhan si hone lagi...
Naa jaane kyon ye aankh phir rone lagi...
Naa jaane kyon iss dil mein ajeeb sa dard hua...
Naa jaane kyon aisa laga ki usne mujhe bhot pyaar se chua...
Naa jaane kyon usko bhulana dil ko bhaya nahi...
Naa jaane kyon iss dil mein koi samaya nahi...
Naa jaane kyon usse hasta dekh main bhool jaata tha apne saare gam...
Naa jaane kyon uski tasveerein dekh ye aakhein ho jaati thi num...
Naa jaane kyon uski yaad ne mujhe sone na diya...
Naa jaane kyon uski sadgi ne mujhe kisi aur ke khayalon mein khone na diya...
Naa jaane kyon mujhe usse pyaar hua...
Naa jaane kyon mein itne din sehne ke liye taiyaar hua...
Naa jaane kyon ab bhi tum mere mein sapno mein aati ho...
Naa jaane kyon tum hi iss dil mein samaati ho...
Naa jaane kyon tumhare liye dil roz maangta hai dua...
Naa jaane kyon tumnein iss dil ko itna chua...
Naa jaane kyon tumhein mujhse kabhi pyaar na hua...
Naa jaane kyon main chah kar bhi tumse ho nahi pata hun khafa...
Naa jaane kyon pyaar ne humesha mujhe samjha bewafa...
Naa jaane kyon dekhna chahti hain meri aakhein tujhe...
Naa jaane kyon dil pukaar raha hai kareeb tumhein...
Hoti hai meri subah tumhare baare mein soch kar...
Hota hai din tujhe sapno mein dekh kar...
Naa jaane kyon itna pyaar karta hun tumhein...
Naa jaane kyon itna dard sehta hun main...
Chahta hun tumhein baahon mein bhar lun...
Ye hi zindagi hi mili hai to jyada se jyada pyaar kar lun...
Kaash aisa ek din aaye aaye tu mere aasu poch kar mujhe chup karvaye...
Haathon mein haath pakadkar chalna chahta hun kuch door tere saath...
wo raasta wo samay wo lamha yunhi tham jaaye to phir kya baat hai...
Ye baarish ki boondein puchti hian mujhse ye sawal...
Kyon itna pyaar karte ho usse jo ek baar bhi na kare tumhara khayal...
Jawab mein mere paas sirf aansu hi the dene ko...
Aur kaha aadat hai iss dil ko rone do...
Kyon itna pyaar hai mujhe tumse...
Naa aaj tak main ye jaan paaya hun khudse...
naa jaane kyon... naa jaane kyon...
Rab Raakha...