Rehna hai to khush raho, udaas rehne mein kya rakha hai...,
Kehna hai to dil khol kar kaho, chup rehne mein kya rakha hai...,
Jee lo zindagi apne andaaz mein, dusro mein kya rakha hai...,
Jeetna ho to dil jeeto, paise mein kya rakha hai....,
Deni hai to khushi do, Dard mein kya rakha hai...,
Lena hai to advice lo, tension mein kya rakha hai...,
Banna hai to kisi ki yaad bano, takleef mein kya rakha hai...,
Darna hai to bhagwan se daro, ek dusre se darne mein kya rakha hai...,
Rehna hai to khush raho, udaas rehne mein kya rakha hai...,
Rab Raakha
likhna hai to poem likho..exam me kya rakha hai :D
ReplyDeletebaten badia kahi hain :)
Aap Chup rahiye!
Delete